Kinemaster Full screen Status Video Editing Template

Kinemaster Full screen Status Video Editing Template, Kinemaster Template Download,


 Kinemaster Full screen Status Video Effect

Hello doston aaj main aap sabhi logon Ko is post mein Ek status video editing ka video effect background Lene wala hun doston agar aap subah ground ful screen video ko download karna chahte hain to aap sabhi log hamare is post Ke niche jakar download kar sakte hain aur doston usse full screen video background ko aap download karke aap apne video mein lagakar aap status video editing kar sakte hain doston aap sabhi logon Ko hamare is website per bahut hi acche acche background video mil jaenge unko aap download kar sakte hain



Vlog video edit kaise kare


Dosto Vlog video edit karne ke liye sabse pahle aapko apne kine master app ko open karna hai uske bad aapko 6:9 par cilck karna hai uske usk aapko apna sabhi video salect karna hai uske usk aapko apne video ka jo faltu part hai usko cut karke nikal dena hai aisa apne aabhi video par kar dena hai uske bad aapko apne video ka valume apne video ke Hisab se theek karna hai yani kam v jyada karna agar aapke video ki awaz jyada hai to apne hisab se kam karna hai ya phir jyada karna hai 



Video ki Colour grading kaise kare

Ye sab karne ke bad ab aapko apne video ki Colour ko sahi karna hoga video ki colour grading karne ke liye sabse pahle aapko apne video par cilck karna hoga colour grading aap 3 tarike se kar sakete hai jo pahla tarika hai wah yah hai ki aapko apne video pr cilck karke fillter wale option pr jana hai wha se apne Hisab fillter use kar lena hai hamara jo dusra tarika hai wah yah hai ki aapko video par cilck karna hai uske bad adjustment ke option pr jana hai apne hisab se adjust kr lena hai jo hamara 3 tarika hai wah yah hai ki aapko lyer ke option pr jana hai wha se fx ke option pr jana hai uske bad aapko auto hdr ka ek effect download karna hai uske bad aapko apne poore video pr salect karke lga dena hai


Video ko cinematic kaise bnaye


Video ko cinematic bnanae ke liye aapko ek cinematic png download karna hoga sabs pahle cinematic png download karne ke liye sabse pahle aapko Google pr jana hoga wha pr type karna hoga cinematic png bahut sara aaye jo aapko achha lge usko download kar lena hai uske bad aapko apne lyer wale option par jana hai png ko salect karna hai phir apne hisab se video pr lga dena hai Uske bad aapke video ka jo look hoga vah ekadam cinematic mein dikhne lagega


Video me translation kaise lgaye 


Apne video mein translation lagane ke liye aapko Apne do video ke bich mein click karna hoga Uske bad mein aapko translation wale option mein Jana Hoga vahan per bahut Sare translation dikhai denge aapko agar achcha Lagta ho to usmein se chuj Karke laga lena Hoga ya FIR download wala option hota hai vahan per gate more ka vha per vahan per jakarApni Pasand ka translation download karke laga lena hoga


Video ko export kaise kare

Video export karne ke liye sabse pahle aapko export ke option pr jana hai uske bad aapko Agar aapke phone 4 k karta hai to aapko 4k me export kar lena hai nahi to 1080p me hi kar dena hai ye sab karne ke ab ab aapko apne video ko export kar lena ha




Download Template


Rate this article

Getting Info...

Post a Comment

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
More Details